Posts

Qiyamat ki nishaniya ( HINDI,URDU, ENGLISH)

पैगंबर मुहम्मद (सल्लल्लाहो अलैहि वसल्लम) प्रलय के 72 संकेत जो Qiyamat के पास दिखाई देंगे: 1. लोग प्रार्थना छोड़ देंगे 2. लोग अमनाट को बेकार कर देंगे। 3. झूठ बोलना एक कला बन जाएगा 4. थोड़ी सी असहमति पर हत्याएं होंगी। 5. Usury सामान्य हो जाएगी 6. बहुत ऊंची इमारतें होंगी 7. दुनिया के लिए लोग धर्म बेचेंगे 8. लोग रिश्तेदारों के साथ बुरा व्यवहार करेंगे 9. न्याय एक दुर्लभ वस्तु बन जाएगा 10. झूठ को सत्य माना जाएगा 11. कपड़े रेशम के होंगे 12. उत्पीड़न आम हो जाएगा 13. तलाक आम हो जाएगा 14. अचानक मौतें बढ़ेंगी 15. अमनात का सूदखोर ईमानदार और सम्मानित माना जाएगा 16. अमनत के रखवाले को उसे दी गई चीजों का सूदखोर कहा जाएगा सुरक्षित रखने के लिए 17. झूठ को ईमानदार माना जाएगा 18. ईमानदार लोगों को झूठा माना जाएगा 19. झूठे आरोप आदर्श बन जाएंगे 20. बारिश के बावजूद यह गर्म होगा 21. Inste! बच्चों की इच्छा के लिए, लोग प्रार्थना करेंगे कि उनके पास नहीं है बच्चे 22. खराब पृष्ठभूमि वाले और खराब परवरिश वाले लोग जीवन जीते हैं विलासिता (सामग्री, शांतिपूर्ण नहीं) 23. अच्छे लोग, जब वे अभ्या...

Taabut E Sakina ka waqiya

Image
Yeh Shamshad naam ki lakri ka ek sandooq tha. Jo Hazrat Aadam علیہ السلام par nazil hua tha. Yeh aap ki aakhri zindagi tak aap k paas hi raha. Phir bator e meeras ek ek kar k aap ki aulaad ko milta raha. Yahan tak keh yeh Hazrat Yaqoob علیہ السلام ko mila. Aur aap ke baad aap ki aulaad bani Israel ke qabzay mein raha,  Aur Hazrat Musa علیہ السلام ko mil gaya to aap is mein Torat shareef aur apna khaas samaan rakhnay lagey. Yeh bara hi muqaddas aur ba-barkat sandooq tha. Bani Israel jab kufir se jehaad karte thay aur kufar ke lashkaron ki kasrat aur un ki shaukat dekh kar sehem jatay. Aur un ke seenon mein dil dhadakne lagtay to woh is sandooq ko apne agay rakh letay thay. To is sandooq se aisi rehmaton aur barkatoon ka zahuur hota tha k Mujahideen ke dilon mein sukoon o itminan ka samaan peda ho jata tha  Aur mujahideen ke seenon mein laraztay hue dil pathar ki chatanoo se ziyada mazboot ho jatay thay. Aur jis qader sandooq agay barhta tha aasman se نَصْرٌ مِّنَ...

Dajjal ka khurooz

Image
1. Dajjal ka khurooz Qayamat ki 10 badi Nishaniyon me se hoga. ۞ Hadees: Hazrat Huzaifa bin Aseed Ghafari (R.A) farmatey hai ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) tashreef laye jabkey hum aapas mein guftugu kar rahe they. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne pucha: kya guftugu kar rahey ho? logon ne kaha hum Qayamat ke baarey mein guftugu kar rahe hain. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya Qayamat hargiz qayem nahi hogi jab ke tum Qayamat se pehle 10 nishanian na dekh lo phir aap ne (inhe) bayan farmaya: 1. Dhuwan, 2. Dajjal 3. Dabba(janwar) 4. Suraj ka maghrib se tuloo hona 5. Hazrat Isa A.S ka nazool 6. Yajooj Majooj ka Khurooj 7. Mashriq 8. Maghrib 9. Jazeera tul Arab me 3 muqamaat par (kuch logon ka) Zameen me dhansna. 10. Aur sab se aakhir me yaman se aag niklegi jo logon ko Maidan-e-Mehshar ki taraf haank le jayegi. 2. Maseeh Dajjal tamaam Dajjalon aur kazabon ka sardar hoga. Hadees: Samra bin jandab (R.A) se...